maize-farming/makka-ki-kheti

Makka ki kheti
makka ke keti khareef ravi jayad sabhi mosam me ki ja sakti hai parntu agar tapman28 digree ke aaspas rhta hai to utpadan achha hota hai makka ki khetime sabse pahle jameen me gahri jutai ki jati hai 2 trali gobar ki kad pirti akar dal kar mitti ko samtal kar liya jata hai maize-farming iskebad makka se bamfar utpadan liya jaskta hai bhart me iski kheti bade bhubhag me ki jati hai
makka beej avm unka upyog-
makka ki upyog ke hisab se nimnlikhit kisme boi jati hai
(1) Sweet corn
kisme joki bhutta bajar ke liye-Pusa supar sweet-1 phusa supar sweet-2 pusa vivek qpm.9
(2) popcorn
kisme jo lai ke upyog bali kisme..shaleemar popcorn .1 javahar popcorn.11,pral popcorn,
BL empayr, CVL AMBER popcorn
(3) baby corn
kisme -vivek hibrad.27,HM.4, VL baby corn 1,COBC 1
makka ki boni kon se mahine me ki jati he
Makka ki kheti/ corn maize farming
Makka bone ki vidhi.
matti ko bhurbhuree banale ke bad jameen me beej9 ench ki dooree par avm layn se layn ki dduree 1 feet our 2 inch gahrai me bona chahiye
Kharpatwar niyntarn.
makka jab phasal 25 din ki hojay to nidai majdooro duwara khurpee ki sahata se ki jana chahiye athwa
needanasak ka chhidkao bidhi se karna chahiye organic farming me kharpatwar nasi ka upyog nahi kiya
jata
Makka ki katai avm gahai
makka ki fasl me jab maize-farming butta pak kar tiyar hojate he to majdooro dura katai karakar achhi tareeke se sookh jane ke bad thresar se gahai karke dano ko sukha kar bhandarn karliya jata he sath he agar baby corn ki kheti me iske bhunto ko mulaym avastha me bajar me bhej diyejate he podhe katkar janbaro ko charane ke upyog liye jate he iski sayleg bajar me pasu chare me kam ati he
niskars
makka kheti kisano ke liye fade mand fasal he iska upyog khadyan me roti piza popcorn baby corn ka upyog salad achar sabjee me kiya jata he udyog me mand avam proten ke roop ,biyar bhee banai jati he maize-farming makka khetikarke achha fayda kamaya jasakta he 30 quntal par akar utpan se kisan ki arthik halat sudhare jasakte he
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें